Header Google Ads

School Khulne ke Sath Hi Ab School Bus Owner Badha Sakte Hai Bus Fees

                     School Khulne ke Sath Hi Ab School Bus Owner Badha Sakte Hai Bus Fees

School Bus Owners Association (SBOA) Ne Kaha Ki Wah Tuesday Ko Maharashtra Transport Department Dwara Announce Strict SOP Rule Ke Kaaran Bus Ki Fees 30% Badha Sakti Hai SBOA Ke Officer Anil Garg Ne Kaha Ki All Bus Owner School Bus Fees Ab Total Capacity Ka Sirf 50% Le Ja Sakta Hai, Jisse Baccho Ko Pehle Ki Keemat Per Transport Ke Liye Financially Difficult Ho Jayega, Isliye Lagbhag 30% Fees Badhane Ke Liye Majboor Hai Iske Liye Wah Jald Hi School's Mein Baat Karenge

School Bus Owners Ka Kehna Hai Ki Unhe SOP Ke Anusar Bus Ko Din Me 2 Baar Sanitizer Karna Hoga, Sath Hi Unhe Saaf Rakhna Hoga Students Ki Dekhbhal Ke Sath Sath Mask Aur Sanitizer Bhi Available Karna Hoga, Lihaaza Unke Kharcho Me Badhotri Hogi Jise Dekhte Huye Unhone School Bus Fees Badhane Ki Baat Kahi Hai.


Tags

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.