Header Google Ads

Traffic Police Ne Heavy Vehicle Per Peak Hour Aavajaahi Per Rok Lagaya

                      Traffic Police Ne Heavy Vehicle Per Peak Hour Aavajaahi Per Rok Lagaya

Vegetables, Milk, Ambulance, Police Department, Fire Department, Government Semi-Government Vehicle Aur Yatriyon Ko Le Jaane Wali Sabhi  Buses ko Chhodkar Heavy Vehicle per Pratibandh Lagu Hoga City Me Vehicles Ki Lagataar Badhti Sankhya Aur Traffic Jaam Se Nipatne Ke Liye, Mumbai Traffic Police (MTP) Ne Aadesh Jaari Kiya Jisme City Me Peak Hours Ke Dauran Heavy Gadiyon Ki Aavajaahi Ko Pratibandh Lagaya Gaya.

Mumbai Me Transportation Ke Smooth Operation Aur Better Traffic Management Ke Purpose Se, Subah 7 Se 11 Aur Shaam 5 Se Raat 9 Baje Tak Nahi Chal Sakegi Ye Pratibandh Sirf 8 Hrs Ke Liye Hai, Baki 16 Hrs Ke Liye Heavy Gadiyon Ko Chalne Permission Di Gayi Hai.


Tags

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.