Header Google Ads

Maa Ka Naam Ab Sabhi Govt Documents Par Mention Karna Mandatory Kiya Maharashtra Sarkar Ne

Maa Ka Naam Ab Sabhi Govt Documents Par Mention Karna Mandatory Kiya Maharashtra Sarkar Ne


Birth certificates, School documents, property documents, Aadhar cards, aur PAN cards jaise zaroori documents par Maa ka naam likhna zaroor hoga

Iss saal 1st May 2024 se yeh decision implement kiya jayega

1 May 2014 ko ya uske baad paida hua hai usko school aur dusre documents par iss naye format ke mutabik register karna hoga 

Iss Faisle ke baad Maharashtra CM Eknath Shinde aur dono DCM ne mantralaya me apni cabin ki name plate change kiya 

Jo ab iss tarah hai 1) Eknath Gangubai Sambhaji Shinde, 2) Devendra Sarita Gangadharrao Fadnavis aur 3) Ajit Ashatai Anantrao Pawar

🪀 Join Official Whatsapp Group
https://chat.whatsapp.com/Eahw5rDLuacIeCdhmxXj3B

🌀 Join Official Telegram Group
https://t.me/+dj5w6C4-2RtjMzA9
Tags

Post a Comment

1 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.